बैटरी के बाद अब Duracell ने लांच किया अपना पॉवर बैंक किफायती प्राइस में ||
Duracell Power bank India me hua Launch:-
Batteries ke baad aab Duracell Ne launch kiya apna Power Bank . Batteries ke leading brand Duracell ne hal hi mai apna Power bank launch kardiya hai jiski price thodi high hai lakin Power ki quality akda acchi milegi. apko isme metal body dekh ne ko milegi apko isme 3 varient dekhne ko milega. jisme 3,550 Mah, 6700 mah, 10,050mah capacity mai dual output port diya gaya hai.sabhi power bank variety mein charging port Usb type-B diya gaya hai isme apko ios and android dono support karta hai.
full charge hone par apke phone ko 1ghanta me 90% tak charge kar sakta hai , iska higher varient 10,050 mah vala apke normal ghar vale plug is jaldi charge kar sakta hai charging capacity ke liye apko led indicater bhi diya gaya hai .
isme design ke sath safefy ka bhi dhyan rakha gaya. Isme apko over voltage protection , short circuit, temprature overload jasai sabhi protection ka dhyen rakha gay hai,ye kafi light weight hai jise apko pocket me rakhne mai bharri nahi lege ga.
Price ki baat and Buy link :-
2 - 66,50 mAh - Rs 2,999 link https://amzn.to/2QPSO8k
3 - 10,050 mAh - Rs 1.999 link https://amzn.to/2QPSJS4


Comments
Post a Comment