Posts

Showing posts with the label mobile

Realme ने launch किया अपना सबसे सस्ता phone Realme C1 का नया वरिएन्त सिर्फ 7,499 रूपये में ||

Image
Hello Dosto aaj ham baat karne wale hai "Realme C1" ke naye varient ke baare mai to chaliye start karte hai. Realme C1 (2019) Launched in india  Realme C1 ko bharat mai naye do varient ke sath pesh kiya hai. company ne Realme C1 (2019)  ke 2GB Ram/32GB storage or 3GB Ram/ 32GB storage varient ko pesh kiya hai. Sabse phele Realme C1 ko 2GB Ram/16GB storage ke sath launch kiya gaya tha. Smartphone ko Qualcomm SnapDragan 450 SOC o r 4230mAh battery majud hai Company Realme C1 ke 2019 varient ko thik Samsung M series ke launch se phele leker ayi hai.  यह भी पढ़े -  Total Dhamaal full masti Realme C1 2019 ki bharat ki kimat  Bharat mai is phone ko 2GB Ram or 32GB storage varient ki kimat Rs.7499 rupee rakhi gayi hai. Wahi iske 3GB ram/ 32GB storage ki kimat Rs.8499 rupee hai. Realme C1 ke dono hi varient ko 5 february din mai 12 baje se kharida ja sakega phones do colour varient deep black or ocean blue mai uplabdh hoge Company Realme C1 2019 model ko offli...

Xiaomi President Showcases 'Double Foldable' Smartphone, Hints at Imminent Launch

Image
Xiaomi President Showcases 'Double Foldable' Smartphone, Hints at Imminent Launch   Hello dosto aaj ham baat karne wale hai Xiaomi ke Folding Smartphone ke bare mai to chaliye start karte hai. China ki mobile company Xioami ke Folding smartphone ko lekar charcha joro par hai, Haal hi mai Xiaomi ke president Lin bin ne is baat ko confirm kiya hai ki dubble foldable smartphone ko lekar kaam kar rahi hai keval itna hi nahi unhone ek video ko bhi dikhaya hai jisme Xiaomi ke president us phone ko chala rahe hai jisme Xiaomi ke aane wale smartphone ke pratikriya ko dikhaya hai video mai screen ko dono taraf se fold karke dikhaya gaya hai. dono taraf se fold hone ke baad yeh tablet se smartphone ke jaisa lag raha hai jisme baada display hai. Also Read this -   Mobiistar X1 Notch smartphone sirf 8,499 Also Read this -  vivo Y91 Launched in india Xiaomi Folding Phone Looks Xiaomi ke co-founder Lin bin ne folding smartphone ke phele live look ko chini website weib o par sha...

Redmi Note 7 With 4,000mAh Battery, 48-Megapixel Camera Unveiled: Price, Specifications

Image
Redmi Note 7 With 4,000mAh Battery, 48-Megapixel Camera Unveiled: Price, Specifications China ki mobile nirmata Company Xiaomi ne "Redmi By Xiaomi" sub brand ke antargat Redmi Note 7 smartphone ko launch kar diya hai. Redmi Note 7 mai water drop notch  display , Do Rear camera 48 MP ka bataya jaraha hai. Security ke liye fingerprint sensor diya gaya hai. Yaad rahe ki kuch samaye phele Xiaomi ne elan kiya tha ki Redmi ab svatantra brand hoga redmi note 7 ki bikri 15 january se shuru hogi yeh phone blue, black or gold me uplabdh hoga. Xiaomi Redmi Note 7 ki price or Availability:- China market mai Xiaomi Redmi Note 7 ki kimat lagbhag 999 chini yuan hai ( lagbhag 10,300 rupye ) rakhi gayi hai. Is price me apko 3GB/32GB storage variant mai milega or iska high variant 4GB/64GB storage iski price lagbhag Rs.12,400 rupye rakhi jaiegi . Xiaomi Redmi Note 7 ki premium variant 6GB/64GB storage ki Rs.14,500 rupye rakhi gayi hai. Smartphone ko china ki website per list kar diya gaya...

Honor 10 Lite price, specifications, features, comparison

Image
Honor ne kuch dino phele hi bharatiye market me ek naya smartphone lane ki teaser Flipcart per jari kiya hai. Is honor handset ka khulasa mungalvar ko kiya jana hai, halaki company ne abhi jankari di hai ki honor 10 lite ko bhartiye market 15 january ko launch kiya jaiyega.  Honor 10 Lite flipcart ke front page per listed kardiya gaya hai jiske andar phone ki jhalak dekhne ko milti hai. Huawei ka subrand honor ne apne naye phone Honor 10 lite ko bhartiye market me 15 january ko launch karne ki taiyari karli hai . Flipcart ke page me live 15 january ki date di gayi hai, honor ke is phone kirin ke 710 processer ka upyog kiya gaya hai, or 24MP ka front selfie camera diya jane ka dava hai. Phone ke colour varient ki baat ki jaiye to blue, Black diya hai or gradient colour design ke sath aata hai jaise aap photo me dekh sakte hai, is phone ko flipcart per exclusively becha jaiega.         यह भी पढ़े - Xiaomi A2 Price cut down Honor 10 Lite Price :- Honor 10 Lite ...

Xiaomi Mi A2 की कीमत में 3000 रूपये तक हुई कमी, जाने क्या है नयी कीमत

Image
हेल्लो दोस्तों,  आज हम बात करने वाले है, Mi A2 के प्राइस के बारे में तो चलिए स्टार्ट करते है :- चीन की कंपनी शाओमी में Mi 2 के सभी वरिएंट की कीमत में 3000 रूपये तक कम कर दिया है | अब इस फ़ोन को आप 13,999 की शुरुआती कीमत में खरीदा जा सकता है, 2,000 रूपये की कटोती के बाद Mi A2 की बेस वेरिएंट 4GB रैम 64GB स्टोरेज की कीमत 13,999 में खरीद सकेंगे 6GB रैम और 128GB स्टोरेज  की कीमत में 3,000 की कटोती के बाद मात्र 15,999 में ख़रीदा जा सकेगा | यह भी पढ़े :-   पैसे कैसे कमाए हिंदी में जाने Mi A2 के फीचर :- Mi A2 की 5.99 inch की FHD+ की डिस्प्ले है | इसमे ड्यूल रियर कैमरा दिया है, इसका पहेला कैमरा 20MP का और दूसरा कैमरा 12MP का दिया गया है | सेल्फी कैमरा में 20 MP का front शूटर मिलता है, बैटरी की बात की जाये तो 3060mAH की मिलती है जो एक दिन तक चल जाती है | फ़ोन पर quick चार्ज 4+ का टेक्नोलॉजी मिलती है । यह Octa-Core snapdragan 660 proccesser पर चलता है, इस पर Android Pie 9.0 Android one पे रन करता है ।आर्टिकल अच्छा लगे तो शेयर जरूर करना । यह भी पढ़े :-  Realme sale started ।। जय हिंद...

Realme 2 With Dual Rear Cameras Launched In India;Features,Availability And Pricing Details

Image
Oppo ki Indian brand Realme ne apna first smartphone realme 1 May 2018 mein launch kiya ,tha  jiski succcess ke e  baad,aaj company ne New Delhi mein iske successor Realme 2 ko announce kiya hai. Realme 2 Flipkart exclusive hai aur is date se sale ke liye available hoga. Iska 3GB RAM + 32GB internal memory version 8,990 INR mein available hoga aur 4GB RAM + 64GB ROM variant ki kimat 10,990  INR hai. Halaanki Realme 1 ek successful smartphone raha, lekin phir bhi usmein kuch kamiyaan users ko nazar aayin, jinhein Realme 2 mein poora kiya gaya hai. Aaiye nazar daalte hain, iske detailed specifications par. Realme 2 mein ko Diamond cut design ke saath red, blue aur Diamond black colors mein launch kiya gaya hai. Saath hi ismein aapko display ke upar notch bhi milti hai. Iske alawa Realme 2 mein face unlock feature ke saath is baar rear panel par fingerprint scanner bhi diya gaya hai. Ismein 6.2-inch ki HD+ display hai jo apko 19:9 aspect ratio ke saath milti hai. Smartphone ...