Realme ने launch किया अपना सबसे सस्ता phone Realme C1 का नया वरिएन्त सिर्फ 7,499 रूपये में ||

Realme C1, Realme, Realme New phone launched

Hello Dosto aaj ham baat karne wale hai "Realme C1" ke naye varient ke baare mai to chaliye start karte hai.

Realme C1 (2019) Launched in india 

Realme C1 ko bharat mai naye do varient ke sath pesh kiya hai. company ne Realme C1 (2019) ke 2GB Ram/32GB storage or 3GB Ram/ 32GB storage varient ko pesh kiya hai. Sabse phele Realme C1 ko 2GB Ram/16GB storage ke sath launch kiya gaya tha. Smartphone ko Qualcomm SnapDragan 450 SOC or 4230mAh battery majud hai Company Realme C1 ke 2019 varient ko thik Samsung M series ke launch se phele leker ayi hai. 

यह भी पढ़े - Total Dhamaal full masti

Realme C1, Realme, Realme New phone launched


Realme C1 2019 ki bharat ki kimat 

Bharat mai is phone ko 2GB Ram or 32GB storage varient ki kimat Rs.7499 rupee rakhi gayi hai. Wahi iske 3GB ram/ 32GB storage ki kimat Rs.8499 rupee hai. Realme C1 ke dono hi varient ko 5 february din mai 12 baje se kharida ja sakega phones do colour varient deep black or ocean blue mai uplabdh hoge Company Realme C1 2019 model ko offline retail store ke jariye becha jaiega. Lakin isse judi jankari nahi mil payi hai. 
Bata de Realme C1 ko bharat mai phicle saal september mai Rs.6,999 rupee ki kimat mai launched kiya gaya tha.

यह भी पढ़े - Xiaomi Folding phone

Realme C1 (2019) specification or features 

Ram or storage ko chod diye jaye to C1 2019 ke baaki sabhi features original C1 se milte hai. 

Realme C1 2019 mai 6.2 inch ko HD display diya gaya hai. Isme power ke liye Octa-Core Snapdragan 450 ka processer diya hai. Phone mai AI taknik ka isetmal kiya gaya hai, Phone mai 4230 mAh ki powerful battery milti hai. Phone mai Dual Rear Camera setup ke sath launch kiya gaya hai, Jisme photography ke liye 13 MP or 2MP ka camera milta hai. Wahi isme front mai 5MP ka single camera laga hai.

यह भी पढ़े - Pubg Mobile Ban in Gujrat

अगर मेरा पोस्ट आपको अच्छा लगे तो शेयर कर देना और हमारे वेबसाइट को सब्सक्राइब कर देना |

|| जय हिन्द वन्दे मातरम ||

Comments

Popular posts from this blog

अगर आप भी देखते है , Youtube तो जानिए ये खास features