भारत में लांच हुआ सबसे मेहंगा गेमिंग फ़ोन; जानिए इसके ख़ास फीचर ??
Asus ROG Phone :-
Asus Smartphone nirmata company jo apne phone se mashoor hai. Apne gaming phones ko lekar Asus ne apne ROG gaming Phone ko bharat mai 3 December 2018 ko india mai launch kardiya hai, jiki price 69,990 rakhi gayi hai. is phone mai proccesser Snapdragan 845 Octa-Core Overclock binding cpu ka istamal kiya hai jiski Boost clock speed (4x2.96GHz+4x1.7GHz) Rakhi gayi hai. isme 8GB ki Ram 128GB ki internal Storage di gayi hai lakin isme MicroSD ka koi Support nahi diya hai. is ki screen size ki baat kare to isme 6.00 inch FHD+ ka display Resolution 1080x2160 pixel diya hai.
Camera ki baat kare 12+8 MP ka rear camera or 8 MP ka Front camera diya hai.
is Phone 4000mAh ki battery life hai or dual sim support diya hai. agar weight ki baat kare 200 gram ka hai, joki thoda jyaada hai quki yai aak full Gaming phone hai. Charging port ki baat kare to isme type-C Quick charge 4.0 ka support diya hai.India ka Phela phone hai jisme 4.0 charging ka support milta hai or isme extra C Type port hai jike andar aap cooling fan laga sakte ho jo apko retail box kai andar milta hai. Or isme Security option kai liye Fingerprint scanner bhi majud hai .
phone ko khaas banane kai liye iske sath bohat sare accessories dekhne ko milti jo is phone ko or bhi expensive banati hai agar baki sab accessories ko jod kar baat kare to iski price lagbhag 1,0000 cost tak paad jati hai. speakers ki baat kare to upar niche dono side mai milta hai. Or phone mai Asus ROG ka logo bhi diya hai jike andar light blink hoti hai.
Looks ki baat kare to full metal body or bilkul gaming phone ki tarha dikhta hai. Phone puri tarha se gaming ke liye bana hai isme apko koi bhi kami nahi di gayi hai .
Buy link...
https://dl.flipkart.com/dl/asus-rog-black-128-gb/p/itmfb24ekx6ygptv?
Buy link...
https://dl.flipkart.com/dl/asus-rog-black-128-gb/p/itmfb24ekx6ygptv?



Comments
Post a Comment