Realme ने launch किया अपना सबसे सस्ता phone Realme C1 का नया वरिएन्त सिर्फ 7,499 रूपये में ||
Hello Dosto aaj ham baat karne wale hai "Realme C1" ke naye varient ke baare mai to chaliye start karte hai. Realme C1 (2019) Launched in india Realme C1 ko bharat mai naye do varient ke sath pesh kiya hai. company ne Realme C1 (2019) ke 2GB Ram/32GB storage or 3GB Ram/ 32GB storage varient ko pesh kiya hai. Sabse phele Realme C1 ko 2GB Ram/16GB storage ke sath launch kiya gaya tha. Smartphone ko Qualcomm SnapDragan 450 SOC o r 4230mAh battery majud hai Company Realme C1 ke 2019 varient ko thik Samsung M series ke launch se phele leker ayi hai. यह भी पढ़े - Total Dhamaal full masti Realme C1 2019 ki bharat ki kimat Bharat mai is phone ko 2GB Ram or 32GB storage varient ki kimat Rs.7499 rupee rakhi gayi hai. Wahi iske 3GB ram/ 32GB storage ki kimat Rs.8499 rupee hai. Realme C1 ke dono hi varient ko 5 february din mai 12 baje se kharida ja sakega phones do colour varient deep black or ocean blue mai uplabdh hoge Company Realme C1 2019 model ko offli...